Friday, June 6, 2014

GUEST TEACHER UNION AND SARKAR KA DAAV

Kulbhushan Yadav
NCTE NOTIFICATION-2009:--
1:- Working Trs. k liye TET jruri nhi h...!!!
2:- Srkar chahe to Policy lagu krke Working Trs ko Regular kr skti h...!!!
3:- Jin Working Trs k Degree/Diploma purn nhi h unko Srkar 5sal ka Smy purn krne k liye de skti h Policy lagu krne se Pahle ya Bad me...!!!
4:- Higher Quilified on Lower-Post Working Trs ( like withen us 4315 B.ed on JBTs) ko Srkar Policy lagu krne se Pahle ya Bad me
Special Course/Training krwakr unhe us Post pr Eligiable kr skti h...!!!
etc extra...!!!
Srkar ki Neeti or Neeyt jo spsht dikhti h:--
1:- RTE ACT to lagu kr diya gya h..prntu RTE Act me hi samil NCTE NOTIFICATION-2009 ki sbhi Trems&Conditations ko purn rup me Srkar ki trf se lagu Na krna Kya Rajneetik-Swarth purti ki trf spsht snket nhi dete h kya...???
2:-Srkar chahti to RTE Act k anusar NCTE NOTIFICATION-2009 k anusar hi bahut pahle b Education-Veebhag me Regular-Policy lagu kr skti thi..Prntu abhi tk b Nhi ki h...lekin Kyo nhi..???...Kya matr Rajneetik-Swarth purti k liye hi kya..!!!
3:- Ab b 3sal ki Policy me b Guest Trs (Working Trs under RTE NCTE NOTIFICATION-2009) k anusar hi Samil Na krna b Kya Rajneetik-Swarth purti ki or hi Snket nhi kr rhe h Kya...!!!
Srkar ka 3sal ki Policy me Guest Trs ko Samil Na krne ka Prmukh karn UmaDevi Case ka btaya ja rha h jo SC ka Judgement h jisme 10 sal ki hi Policy ka hi Hwala btaya ja rha h... !!!
Prntu goar krne ki bate h ki:--
1:- Kya Srkar HC & SC k sbhi Nirnyo ko hi manti aai h ...???...ya Court-Cases k karn Lmba khichne ya Rajneetik-Swarth purti ka koi Khel hi Khelti h Matr..???
2:- Ydi sbhi Court Judgements or Acts or Articals ko Manti hi h to SC k Regular krne k Judgement v Notices k bad b ITI Instructers ko aaj tk b Regular SC Nirny-anusar hi Kyo nhi kiya gya h..???...Kya matr Rajneetik-Swarth purti k liye hi Kya ...???...ab SC me Srkar ne Jbab diya h (sutro) ki ab unko Policy se samil krke Regular kregi..!!!...Kya isme Rajneetik-Swarth Njr nhi aata h Kya...???
3:-Kya UmaDevi SC case itna purana h usko tb b mana ja rha h Srkaro ki trf se Policy matters k mamle me...prntu NCTE NOTIFICATIONS ko to SC b kbhi nhi Nkarta h...Dusre jb RTE Act khud hi apne aap me HRD MINISTORY dwara Lok-Sbha me parit ek Kanoon h jisme NCTE Notifications b aate h...to kya kbhi ye Smbhv b ho skta h Kya ki SC hi Kanoono ko Na mane...???...kbhi b nhi...prntu fir b Kyo 10 sal ki hi Policy ka chln chlaya hua h Srkaro ki trf se...???
4:- Uma Devi SC case Judgement me b spsht likha h ki Srkar chahe to Veeshesh-Pristhitiyo anusar Cabinet ki Mnjoori k bad 10 sal ki Policy me Amendment b kr skti h...fir b Kyo nhi krti h koi Srkar...???...Kya isme b Rajneetik-Swarth purti Njr nhi aati h Kya...???
etc extra...!!!
Guest Trs ka Pksh:--
1:- Srkar ne Guest-Faculty lgane ki Policy khud hi bnai thi...usko Guest Trs ne ya Court ne Nhi bnaya tha...!!!
2:- Director k Aadeshanusar State v Distt Lavels pr 15&16December2005 ko Advt/Veegypti D.Bhaskar me Prkashit ki gyi thi Khud Srkar k Edu.Veebhag ki trf se (Court ya Guest Trs ki trf se nhi)...!!!
3:- Distt DEOs v Block BEOs ne Smiti bnakr hi Merit aadhar pr Guest Trs ki Neeyuktiya ki gyi thi..jinko High Schools or G.S.S.Schools me HM or Principals ne b Smitiya bnakr hi Niyuktiya ki gyi thi Merit aadhar pr hi...!!!
4:--Kuchh Heads&Principals ne Gltiya ki hongi Neeyuktiyo me ..Prntu usme Smpurn-Guest-Faculty k Guest Trs ka Kya Dosh h...???
5:-B.ed on JBTs ko khud Srkar / Veebhagiy aadeshanusar Adhikariyo ne lgaya tha us Smy jb JBT Diploma Holders uplbdh hi nhi the..jiska Affidavite Srkar ki trf se khud hi HC me B.ed On JBT case me diya gya hua h...fir b aaj tk in 4315 B.ed on JBTs sathiyo ko Srkar&Veebhag ki trf se JBT post pr Eligiable Kyo nhi mana gya h 7sal ka Anubhv purn hone pr b...???...Kya ye Rajneetik-Swarth purti k liye Mansik-Dbav ki trf Snket nhi Njr aata h Kya...???
etc extra...!!!
HAAS-22 DELIGATION ki Mang or Durdrshita:--
1:- Regular k liye hi Snghrshrt rhna...!!!
2:- Job-Surkshit krwane ki Prthm Mang h Regular krne tk...!!!
3:-Regular krne tk "Sman_Kam...Sman_Vetn" ki 2nd Mang h...!!!
4:- B.ed on JBTs ko Eligiable krne v Policy me Samil rkhne ki Prmukh-Prthm Mang h...!!!
5:- Displaced sathiyo ki jld se jld Adjustment b ki jaye...!!!
6:- 3sal ki Policy me Samil krne ki Prthm Snghrsh...v 10 sal ki Policy pr abhi tk Likhit-Aashwashn Shrt puri Na krne tk A-Sahmti hi dikhai gyi h...!!!
HAAAS:-
1:- Srkar khushi-khushi jo de de vo hi Sweekar-kr lena...!!!
2:-20%pay bdhotri etc Lolipops ki hi Mang krna...!!!
3:-10sal ki Policy pr purn sahmti prdan krna...!!!
4:- Job-Surksha v B.ed on JBT ko aaj tk Nkarte hi aana..!!!
5:- Vacant-Post pr Transfers ki hi Mang krna Regular ki Mang ki bjay...!!!
etc extra...!!!
RAAS :--
1:- Guest Trs ko 3sal ki hi Policy me hi samil krne ki Mang krna...!!!
2:- Sda SKS k hi Smrthn v Margdrshn pr hi Snghrsh/Prdrshn krna...!!!
etc extra...!!!
Neeshkrsh :--
1:- 3sal ki Policy me hi Regular kiya jaye Guest Trs ko MLA Elections ki Aachar-Snhita lgne se pahle hi Srkar ki trf se...99% Guest sathiyo ki matr yhi Ichchha h...!!!...Mang h...!!!
2:- Guest Unions aapsi Name&Fame k chkkr me Guestsheet v Regular-Mang k sath koi b Khilwad Na kre...yhi bolna h hr Guests sathi ka...!!!
3:- Jyadatr 90% sathiyo ka spsht bolna h ki Srkar ko ydi hmari Chinta nhi h to Unko(sbhi Guests ko) b Srkar ki b koi Chinta nhi h ki jaye ya aaye or ye b bolna h ki Ydi Hum Regular nhi kiye gye to Vote b nhi is bar...!!!
4:- Sbr hi sbr..sbr hi sbr..8sal tk..bs ab or Sbr krne ki Sahnshkti nhi rhi ab to matr Regular-Result hi chahiye..uske liye sb Snghrsh k liye h Taiyar..80 se 85% lgbhg ka yhi bolna h aakroshpurn bhav se...!!!
Ab aap sb b apne vichar bta do...!!!

No comments:

Post a Comment